Happy engagement video editing | engagement green screen template | engagement status video editing

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se engangment video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Fiends apko har tarh ki editing sikhane kep oye hum apke liye daily new content lekar aate rahenge friends apko hamare website par visit karte rahiye agar apko latest post se update rahna hai hum daliy new content new template ke sath ek new editing lekar aayenge

Agar apko editing se related humko kuch bhi batana ho to aap hame comment box mein comment kar ke bata bhi sakte hai agar apko fir bhi agar kuch bhi samjh nahi arha hai to editing se related koi bhi problem aarhi hai to hame comment box mein jarur batayega.

Friends apke liye hamne 160+ post yha par template with provide karai hai aap puri website ko check kar sakte hai apko har post Mein Kuch na kuch naya sikhane ko milega.

Engangment video editing kinemaster

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se apko 5,6 image ko choose kar lena hai ab apko one by one sabhi image ko ache se adjust kar ke sabhi image ko equal kar lijiye.

An apko one by one sabhi image ke andar transition effect vadd kar ke sabhi image ki apko length ko badha lena hai sabhi image ki length badhakar ke vido ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko plus ke icon par click kar ke media ke option se background par click kar ke blackscreen background ko add kar ke length apko 30 sec kar lena ab. Apko layer par click kar ke media se apko engagement template ko add kar lena hai ye template capko is article post ke end Mein download link mil jayega apko isko yha se download kar lena hai.

OK friends template ko add kar lene ke baad apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai export video ko crop ke option se frame ke anusar crop vkar ke frame Mein video set kar ke video ko blending ke option se screen kar lena hai.

OK ab friends apko extra par teamplate ka jo hai isko apko trim kar lena hai trim kar ke apko template sound ko mute kar ke audio se new song add karna hai.

OK ab friends apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *