Birthday png image |Birthday Kinemaster editing | Birthday png text image | Birthday template

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se birthday video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Birthday video editing

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se 5,6 image k oadd kar lena hai ab one by one sabhi image ko apko ache se adjust kar lena hai fir apko sabhi image ko equal kar ke one by one sabhi image ke andar transition effect ko add kar kar lena hai.

Effect ko add kar lene ke baad apko apko one by one sabhi image ki length ko badhakar ke video ki length 30 sec ki kar lena hai ab apko video ko full export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke media ke option se apko koi ek pic ko select kar ke background ke liye apko add kar lena hai ab apko image ki length ko 30 sec tak kar ke image ko apko vintage ke option se screen kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko setting se 4 tak kar lena hai ab apko blur ko background par full screen kar lena hai.

Fir apko layer par click kar ke media se apko Black screen birthday template ko add kar lena hai birthday template ko add kar ke template ko template ko full screen kar lena hai, Dosto ye template apko isi post ke end Mein link provide karwa di hai apko isko yha se download kar lena hai.

OK template ko full screen kar lene ke baad apko template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke apko media se export video ko select kar ke template fram ke Nadar add kar lena hai video ko crop kar ke template frame ke andar ache se set kar lena hai ab apko template sound ko mute kar ke audio se birthday song ko add kar lena hai.

Ab apko video se koi bhi extra part trim karna hai to aap kar lijiye ab ek baar apko video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *