Site icon YT Editing Zone

Animated colour light effect background video | Animated light effect black screen template video/kinemaster editing

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video

Friends is tarh ke video ko use karna bilkul asan hai apko kuch nahi karna bas is article post ko read karte hue khud se try kar ke ye video edit karna hai.

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko choose kar ke ache se set kar ke one by one sabhi image ko equal kar ke set kar lijiye ab apko one by one sabhi image ke andar transition effect ko add kar lena hai ab sabhi image ke andar transition effect ko add kar lene ke baad apko one by one Sabhi image ki length ko increase kar lena hai video ki length apko 30 sec tak rakhna hai ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko back kar kaf ke fir se plus ke icon par click kar ke media ke option se background ko select kar ke background add kar lijiye ab apko background length 30 sec kar ke layer ke option se apko template ko add kar lena hai template vko add kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai.
Export video ko add kar lene ke baad apko video ko template frame Mein adjust karne ke liye video ko crop kar ke rame ke anusar ab frame ke andar video ko set kar ke video ko blending ke option se screen kar lena hai.

Ab friends video ko ache se adjust karne ke baad apko template sound ko mute kar ke audio koi bhi song jo apko add karna hai wo apko add kar lena hai song add ho jane ke baad ab apko template length ko video ki length ke anusar rakhkar extra part trim kar lena hai.

Ab friends apko ek baar pura video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Exit mobile version