Anniversary video maker kinemaster //wedding anniversary video editing kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar 1:1 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media par click kar ke 5,6 image ko add kar lena hai ab apko sabhi image ko ache se adjust kar ke sabhi image Mein transition effect add kar lena hai.

Ab apko one by one sabhi image ki length badha kar ke video ki length 30 sec ki kar lena hai ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab apko fir se plus ke icon par click kar ke media sec16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab ratio ko select kar lena ke baad apko media par click kar ke koi ek image background ke liye choose kar denge background image ko ache se set kar ke image ko vintage kar lena hai.

Image ko vintage kar lene ke baad apko image ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko image ko fx effect se blur kar lena hai blur ko setting se 4 tak kar lena hai.

Ab friends layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai template download link apko article post ke end Mein mil jayegi apko isko yha se download kar lena hai.

OK friends ab apko template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena. ab apko layer par click kar ke media se export video ko choose kar add kar lena hai ab apko is video vko crop ke option se circle Mein crop kar lena hai.

Ab friends is video ko circle frame ke andar ache se set kar ke template ko bring to front kr lena hai.ok friends ab apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai.

OK friends ab video se koi bhi extra part trim karna hai to trim kar lijiye ab apko video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Jan tak video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks….

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *