Birthday video editing with golden birthday template in kinemaster

How to make birthday video in kinemaster

Friends is tarh ka birthday video edit karna bilkul asan hai agar apko birthday video create karna hai to ye post pura read kare.

Friends sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai ab apko 1:1 ka ratio ko sekect kar lena hai fir apko media se apko 5,6 image ko add kar ke ache se background mein adjust kar kar lena hai.

Ab apko one by one one sabhi image ko adjust kar lene ke baad apko one by one sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai ab apko one by 9ne sabhi image ki length thodi thodi increase kar ke ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.

Ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi ek pic jo apko background mein add karna pic ache se background mein set kar lene ke baad apko pic ki length 30 sec tak kar lena hai.

Ab apko background image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur ko add kar lena hai OK ab apko layer par click kar ke media se template ko add kar lena hai.

Template download link apko is post ke end Mein mil jayegi apko isko yha se download kar lena hai OK ab friends template ko layer par click kar ke add kar lene ke baad apko template ko full screen kar lena hai fir apko template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai video frame ke shape ke according crop ke option Mein jakar crop kar ke template frame ke andar video ko set karna hai ab apko template ko bring to front kr lena hai.

OK friends ab apko video se koi extra part trim karna hai to kar lijye ab apko template sound mute kar ke audio apko jo song add karna hai wo apko add kar lena hai.

OK friends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai. Is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *