Site icon YT Editing Zone

Ganesh chaturthi video editing in telugu//ganesh chaturthi blackscreen template video

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to edit video

Friends chalo suru karte hai ganesh chaturthi video editing friends kinemaster apk ko sabse pahle to open kar lijiye ab apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media par click kar ke koi ek pic jo apko background par rakhni hai wo add kar lijiye.

Ab friends apko is image full screen ache se background mein set kar lena hai fir apko image ki length ko 30 sec tak kar lena hai ab 0ko is image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko setting se 4 tak kar ke full background image par set kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se blackscreen template ko add kar lena hai template ko add kar ke template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se jo pic apko frame Mein add karni hai usko choose kar lijiye.

Ab apko image ko choose kar ke image so ache se crop kar lijiye or image template ke first frame ke andar image ko set kijiye ab apko template ko bring to front kr lena.

OK ab friends apko fir se layer par click kar ke media koi ek pic choose kar ke add kar ke template ke 2nd frame ke Nadar image ko add kar lena hai OK ab friends template ko bring to front kr lena hai.Friends agar apko jayda image add karna hai to apko or bhi image is tarh se add kar ke image ko adjust kar lena hai.

Friends apka video itna edit ho jane ke baad apko apko ek baar pura video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai.Agar video mein koi bhi part extra ho to trim kar lena hai jo bhi trim crop karna ho wo apko trim crop kar ke ready kar lena hai.

Ab friends apko video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Exit mobile version