Transparent glass frame editing in kinemaster//how to make transparent glass frame video in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Friends is template ka use kar ke aap kuch special status video editing kar sakte hai friends is tarh new trending status video ko edit karne ke liye apko is article post ko pura read karna hai.

Friends apko sabse pahle to kinemaster ko open kar lena hai ab apko plus ke icon par click kar ke apko 9:16 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se 5,6 image ko choose kar ke ache se adjust karke sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai.

Ab apko sabhi image ki length ko increase kar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.ab apko is video ko 1080p mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai.

Ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar media se koi ek pic choose kar ke add kar lena hai pic ki length 30 sec tak kar ke pic ko full screen kar ke background Mein ache se set kar lena hai.

Ab apko image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko setting se 4 tak kar lena hai OK ab apko layer par click kar ke media se template ko choose kar lena hai ab template ko full screen kar ke blending ke option se screen kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai export video ko add kar ke crop kar ke template frame ke andar video ko set karne ke baad apko template ko bring to front kr lena hai.

Ab apko template par click kar ke template sound ko mute kar ke audio se new song jo apko add karna ho wo apko add kar lena hai ab friends apko video se jo bhi extra part trim karna ho kar lena hai.

Itna kar lene ke baad apko video ko ek baar play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Is tarh apke video banaker ready ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *