Site icon YT Editing Zone

Light effect video editing in kinemaster//Live light effect video template

Hey friends welcome my editing article post friends apke liye new light effect template lekar aaya hu friends agar apko is tarh ka video edit karna hai to apke liye ye post kafi useful rahega.

Friends agar apko is tarh ka video ko edit karna hai to apko is post ko step by step ache se read karna hai agar aap hamare bataye gye step ko ache se Follow karenge to aap is template ka use kar ke ache se video ko edit kar sakte hai.

Friends is template ka use kar ke video ko edit karne ke liye apko ek apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video with light template

Friends apko sabse kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media ke option par click kar 5,6 image ko choose kar ke add kar lena hai ab apko one by one sabhi image ko ache se adjust kar ke sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai effect add karne ke baad apko one by 9ne sabhi image ki length thodi thodi increase kar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai.

OK ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar ke blackscreen background add kar ke background length 30 sec tak kar le.Ab apko layer Apr click kar ke media se apko light effect template ko add kar lena hai ye template apko is article post ke end Mein download link mil jayegi apko isko yha se download kar lena hai.

Ab apko template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke medai se export video ko choose kar ke template frame par video ko ache se set kar ke video ko send to back kar lena hai ab apko koi bhi extra part trim karna ho to kar lijiye ab apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Exit mobile version