Light effect template download//love video editing in kinemaster//Aveeplayer template effect

Hey friends welcome new editing article post friends apko is article post Mein apko love video editing karna sikhane wala hu friends is article post ko read karne ke baad apko is tarh ke template ka use karke asani se video create karna aajayega.

Friends aPko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko is article post ko step by step ache se read karna hai agar aap hamare bataye gye step ke according is video ko edit karenge to apko video ko edit karne Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends apko is trah ke template se video ko edit karna ho to kinemaster apk ko download karna hoga ye apk apko player store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video in kinemaster

Friends aPko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko select kar lena hai OK ratio ko select karne ke baad apko media se 5,6 image ko choose kar ke ache se add kar lena hai ab apko sabhi image ki one by one length increase kar ke sabhi image ke andar one by one transition effects add kar lena hai fir video length 30 sec kar ke video ko export kar lena hai.

Ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar ke media se koi ek pic choose kar ke background ke andar ache se se set kar lijiye ab apko image length 30 sec tak kar ke image ko vintage kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko setting se 4 tak kar lijiye ab apko blur ko full. Screen kar lena hai.

Ab friends apko layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai template link apko is article post ke end Mein mil jayegi apko isko yha se download kar lena hai.

OK template ko add kar ke template template ko full screen kar lena hai template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai video ko template frame ke andar set kar ke template ko bring to front kr lena hai.

Ab apko fir se plus ke icon par click kar ke media se apko koi ek pic choose kar ke image ko crop kar ke size adjust kar ke template ki 2nd frame ke andar image ko add kar ke template ko bring to front kr lena hai.Ab apko template sound mute kar ke audio se new song add kar lena hai. Ab apko koi bhi part trim karna ho to kar lijye ab apko video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks.

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *