Love video editing in kinemaster//light effect black screen template

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein kinemaster se video Love video editing karna sikhaunga friends agar apko is tarh love ka video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.

Friends apko is article post ko step by step jo bhi Mein bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka love video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Friends is template ka use kar ke aap kuch special status video editing kar sakte hai friends is tarh new trending status video ko edit karne ke liye apko is article post ko pura read karna hai.

Love video editing

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko choose kar ke ache se set kar ke one by one sabhi image Mein transition effect ko daal dena hai.

Ab apko sabhi image ki length thodi thodi badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai OK ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab apko fir se plus ke icon par click kar ke media se 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se background add kar ke background length 30 sec tak kar lena hai OK ab apko fir se layer par click kar ke media se apko love blackscreen template ko add kar lena hai ab apko template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai.

OK ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai export video jo apne image se create kiya tha wo hi ab apko video ko template frame ke upar set kar ke size crop adjust kar ke video ko send to back kar lena hai.

OK ab apko template sound mute kar ke audio se new song add kar lena hai ab apko jo bhi image trim crop adjust karna ho kar lijiye.

Ab ek baar pure video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *