Hey friends welcome my new article post, Dosto is article post Mein apko birthday video ko kinemaster se kese banaye isi ke bare Mein bataunga firneds is post pura read karna hai friends isko ache se read karne ke baad aap bilkul asani se birthday video ko create kar sakte hai.
Friends apko birthday video ko edit karne ke liye apko jo bhi hum step by step bata rhe hai wo apko Follow karna hai. Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko apko kinemaster apk ki jarurat hogi.
Friends kinemaster apk ko apko play store se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko iski link provide karwa denge.
How to make birthday video in kinemaster
Friends sabse pahle apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click karna hai iske baad apko 1:1ka ratio ko select karna hai fir apko media se 5,6image ko add karna hai friends sabhi image ko apko ache se adjust kar ke equal kar ke set karni hai fir apko sabhi image Mein one by one transition effect add karna hai.
Ab friends apko sabhi image ki length ko badha leni hai video ki length 30 sect hi rakhe,ab friends apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai fir fr apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein add kar ke full screen karke adjust kar leni hai.
Ab friends apko image ko vintage kar lena hai image ko vintage karne ke baad apko fx effect se blur kar lena hai image ko blur karne ke baad apko image ki length 30 sec tak kar leni hai.
Ab friends apko layer par click kar ke media se template ko add karna template link apko article post ke description se mil jayegi ab aapko template vko full screen kar ke blending ke option se template ko screen kar lena hai.
OK friends ab apko layer par click kar ke media, se export video ko add kar ke crop ke option se video circle crop kar lena hai ab apko video ko circle Mein crop kar lena hai crop video ko template frame Mein adjust kar lijiye.
Ab friends apko template ko bring to front kar lena hai OK friends ab apko template sound mute kar ke new audio song add karna hai to is ke liye aap kinemaster ke audio option se sing add kar lijiye OK ab apko video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi bhi problem nahi hai to video ko export kar le.frie.ds is tarh ye video project apke ready ho jayega.template download karne ke liye link par click kare.