Hey friends welcome my new rakshabandhan editing article post friends apko is article post Mein rakshabandhan video edit karna sikhaunga. Friends agar apko rakhi par video edit karna hai to ye post apke liye usefull hai.
Friends apko step by step apko video edit karna sikhaunga agar aap hamare bataye gye step ko ache se Follow karte hai to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.
Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko ek apk ki jarurat hogi wo apk hai kinemaster ye apk apko play store par mil jayegi apko isko wha download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.
How to make rakshabandhan video in kinemaster
Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai ab apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se apko 6,7 image ko choose kar ke add kar lena hai fir apko one by one image ko ache se centre Mein adjust kar ke equal kar lena hai ab apko one by one sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai transition effect app apni choice ke add kar lijiye ab apko sabhi image ki length thodi thodi increase kar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.
Ab friends apko is video ko 1080p Mein full export kar lijiye jab tak video export nahi ho jata tab tak apko skip nahi karna hai is tarh ye video apke gallery Mein save ho jayega.
Ab friends apko layer ar click kar ke medai se koi background ko add kar lena hai background length apko 30 sec tak kar le a hai ab apko layer par click kar ke media se template ko add kar lena hai template se green part hatane ke liye kinemaster se Chorma key ko enable kar lena hai key colour ko apko green kar ke isko enable kar lena hai is tarh apke green part hat jayega.
Ab friends apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai ab is video ko apko crop se circle shape Mein crop kar lena hai.Video ko crop kar lene ke baad apko video ko template frame par rakhkar video ko send to back kar lena hai.ab froends video ko set karne ke baad apko extra part ho to apko trim kar lena hai agar kisi video ki length jyada hai to trim kar le.
Ab friends apko template sound ko mute kar audio se new song add karna hai ab apko song apko rakshabandhan se related add karna hai,ok friends ab apko is video ko ke baar play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.
Is tarh video apke gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..